Friday 13 April 2012

Hona Tha Pyar Lyrics

 
Hona tha pyar
Hona tha pyar, huwa mere yaar

Hona tha pyar
Hona tha pyar, huwa mere yaar

Aaye nazar chehre hazaar
Hona tha pyaar, huwa mere yaar
Hona tha pyaar

Tere dil ke sheher mein ghar mera ho gaya, ho gaya
Sapna dekha jo tu ne woh mera ho gaya, ho gaya
Doobe to yoon jaise bahaar
Hona tha pyaar, huwa mere yaar
Hona tha pyaar

Thaame dilon ki baahein, hum aate saalon mein, saalon mein
Paaye jawaab hum ne tere sawaalon mein, sawaalon mein
Khwaabon ki dor toote na yaar
Hona tha pyaar, huwa mere yaar
Hona tha pyaar

No comments:

Post a Comment