Saturday 5 May 2012

Bol - Hona Tha Pyar Lyrics

hona tha pyaar
hona tha pyaar, huwa mere yaar (x2)
aaey nazar chehre hazaar
hona tha pyaar, huwa mere yaar
hona tha pyaar


tere dil ke sheher mein ghar mera hogaya, hogaya
sapna dekha jo tu ne woh mera hogaya, hogaya
doobe to yoon jaise bahaar
hona tha pyaar, huwa mere yaar
hona tha pyaar


thaame dilon ki baanhain ham aate saalon mein, saalon mein
paaey jawaab ham ne tere sawaalon mein, sawaalon mein
khawaabon ki dor toote na yaar
hona tha pyaar, huwa mere yaar
hona tha pyaar

No comments:

Post a Comment